Paroles de la chanson Agar Tum Saath Ho par Arijit Singh

Chanson manquante pour "Arijit Singh" ? Proposer les paroles
Proposer une correction des paroles de "Agar Tum Saath Ho"

Paroles de la chanson Agar Tum Saath Ho par Arijit Singh

[Alka Yagnik]
Pal bhar thehar jaao
Dil ye sambhal jaaye
Kaise tumhe roka karu

Meri taraf aata har gam phisal jaaye
Aakhon mein tumko bharu
Bin bole baatein tumse karu

Agar tum saath ho
Agar tum saath ho

[Alka Yagnik]
Behti rehti nahar, nadiya si
Teri duniya mein
Meri duniya hai teri chahton mein
Main dhal jaati hu teri adaton mein
Agar tum saath ho

[Arijit Singh]
Teri nazron mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhe-baazi
Tum saath ho ya na ho, kya fark hai?
Bedard thi zindagi, bedard hai

[ Arijit Singh]
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho

[Alka Yagnik]
Palkein jhapkte hi din ye nikal jaaye
Baithi baithi bhagi phiru
Meri taraf aata har gam phisal jaaye
Aakhon mein tumko bharu
Bin bole baaten tumse karu
Agar tum saath ho

[Arijit Singh]
Teri nazron mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhe-baazi
Tum saath ho ya na ho, kya fark hai?
Bedard thi zindagi, bedard hai

[ Arijit Singh & Alka Yagnik]
Agar tum saath ho
Dil ye sambhal jaaye
Agar tum saath ho
Har gham fisal jaaye
Agar tum saath ho
Din ye nikal jaaye
Agar tum saath ho
Har gham fisal jaaye

Paroles.net dispose d’un accord de licence de paroles de chansons avec la Société des Editeurs et Auteurs de Musique (SEAM)

Les plus grands succès de Arijit Singh