Paroles de la chanson Small Talk par Umer Anjum
Chanson manquante pour "Umer Anjum" ? Proposer les paroles
Proposer une correction des paroles de "Small Talk"
Proposer une correction des paroles de "Small Talk"
Paroles de la chanson Small Talk par Umer Anjum
Yeah, yeah, yeah
What did it take? joh mein phoncha hoon yahan tak
Woh ab tak sun rahe mujhe wohi laye yahan par
Kuch chorgaye saath, kuch mile hain is jaga par
Bhagay taiz yeh zamana, kufr hai kay loon mein sans ab
Pathar dil ye mera likhta hai dewaaron par
Jab khagaz na de saath, yeh bhi kia rukawat?
Kabhi hojata udaas, apne hi gano par
Phir hasun kudhpe, aaj bhi likhun mein uske janay par
Kahan chale gayi tu? saath hi toh thay hum
Like yesterday when you told me, khaas nahi ab reh tum

I smoke loud and stay silent aaj tak nahi badle
Badla hai toh yeh zamana waqt pay tum bhi rakhte nazre
Kese ho tum, kia ho theek? Aaya kath tera nahi kabse
Hum toh fikarmand bhete darwaza dheken chupke sabse
Tere leyi jaagtay thay, gayi tu soya nahi mein tabse
Muntazir tere hain jana, are you down for a minute?
I'm becoming who I am, coming out of who I'm not
Naap tol mein rakhda qadam, kou-aye idhar boht
Han theek nahi mashoori, yahan kab roothay kon
Rishta mangta mein qeemti, inhe maal ka shauk
Mera raasta alag hai tabhi ziadah nahi hai loug
Manzil rakhi mene dour, ziadah likhta milti hope

Bina khaye yeh qalam, manzil kay janib chale roz
Alag hogi iski bhook, abhi ana iska daur
Bari yaad aari teri, woh sardion ki raatien
Mein tera aur tu meri
Rahe aaj bhi akeli
Kehti nahi woh kuch, meri ek bhi na sehti
Thak chuki hai tu bhi, saans le, yeh zindagi hai khojni
Yeh hai bas ek paheli, nahi kisi ko yahan ehsaas toh bas mein aur mera kudha
Sabse bari uski dosti, aye!
Aye! small talk!
Bari baat nahi mein kara, stoned bheta zoned out
What for?
Haan dil tha lagaya mene khogaya woh kahi na mila kabhi hai bara afsos
Kay tujse hi toh sab tha mera, ghalat tha mein

Rab hai mera, karta hai woh sab unfold
Now I'm left alone with a mic and I wish we never had that small talk!
Small talk, small talk
Small talk, small talk
I wish we never had that small talk!

Paroles.net dispose d’un accord de licence de paroles de chansons avec la Société des Editeurs et Auteurs de Musique (SEAM)